Mohammad Rafi Songs - O. P. Nayyar Music

Link Back To Madhu's Home Page

Link Back To Mohammad Rafi songs

Link to Mohammad Rafi songs - O. P. Nayyar songs 2

Baharen Phir Bhi Aayengi (1966) starring Dharmendra, Mala Sinha, Tanuja & Deven Verma
Producer: Guru Dutt Films
Director: Shahid Lateef
Lyricists: Anjaan (for this song), Aziz Kashmiri & Shewan Rizvi
Music Director: O.P. Nayyar
Singer: Mohammad Rafi

aap ke haseen rukh pe aaj naya noor

lyrics for aapke hasiin ruK pe aaj nayaa nuur hai meraa dil machal gayaa to meraa kyaa qusuur hai. aapkii nigaah ne kahaa to kuchh zuruur hai, meraa dil machal gayaa to meraa kyaa qusuur hai.

lyrics in HIndi for aapke hasiin ruK pe aaj nayaa nuur hai. meraa dil machal gayaa to meraa kyaa qusuur hai. aapkii nigaah ne kahaa to kuchh zuruur hai, meraa dil machal gayaa to meraa kyaa qusuur hai.

Bhagam Bhaag (1956) starring Kishore Kumar, Shashikala, Smriti Biswas & Bhagwan.
Lyrics: Majrooh Sultanpuri
Music Director: O. P. Nayyar

darshan kab doge bolo na mann har

Ek Musafir Ek Hasina (1962) starring Joy Mukherjee, Sadhana, Dhumal, Jagdish, Kamal Kapoor, Malika & Rajendranath.
Producer: Filmalay
Director: Raj Khosla
Lyricists: S. H. Bihari, Raja Mehndi Ali Khan & Shewan Rizvi
Music Director: O. P. Nayyar
Singer: Mohammad Rafi

aapkaa muskuraanaa mujhe dekh kar

Lyrics for aap kaa muskuraanaa, mujhe dekh kar aap kaa muskuraanaa muhabbat nahiin hai to phir aur kyaa hai.

Lyrics in Hindi for aap kaa muskuraanaa, mujhe dekh kar aap kaa muskuraanaa muhabbat nahiin hai to phir aur kyaa hai.

humko tumhare ishq ne kya bana diya

lyrics for hum ko tumhaare ishq ne kyaa\-kyaa banaa diyaa. jab kuchh na ban sake to tamaashaa banaa diyaa.

still need phir tere shahar me.n luTane ko chalaa aayaa huu.N. phir vahii jaan vahii dil laayaa huu.N.

Howrah Bridge (1958) starring Madhubala, Ashok Kumar, Helen, Kammo, Madan Puri, Om Prakash, K. N. Singh, Dhumal & Sunder. Producer & Director: Shakti Samanta
Lyricist: Qamar Jalalabadi
Music Director: O. P. Nayyar
Singer: Mohammad Rafi

eent ki dukkee paan kaa ikkaa

lyrics for iiT kii dukkii paan kaa ikkaa, kahii.n jokar kahii.n sattaa hai, suno jii ye kalkattaa hai

Hum Sab Chor Hain (1956) starring Shammi Kapoor, Ameeta, Nalini Jaywant, Pran, Rajendra Nath, Shakuntala, Majnu & I. S. Johar.
Producer: Filmistan
Director: I. S. Johar
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Music Director: O. P. Nayyar
Singer: Mohammad Rafi

still need tere aage bol naa

Humsaya (1968) starring Joy Mukherjee, Mala Sinha, Sharmila Tagore, Rehman & Jagirdar
Producer: Joy Mukherjee
Director: Joy Mukherjee
Lyricists: Shewan Rizvi (for this song), Hasrat Jaipuri & S. H. Bihari
Music Director: O. P. Nayyar
Singer: Mohammad Rafi

dil ki aawaaz bhee sun mere fasaane

lyrics for dil kii aavaaz bhii sun mere fasaane pe na jaa. merii nazaro.n kii taraf dekh zamaane pe na jaa.

lyrics in Hindi for dil kii aavaaz bhii sun mere fasaane pe na jaa. merii nazaro.n kii taraf dekh zamaane pe na jaa.

Kashmir Ki Kali (1964) starring Shammi Kapoor, Sharmila Tagore, Anoop Kumar, Nazir Hussain & Pran
Producer & Director: Shakti Samanta
Lyricist : S. H. Bihari
Music Director: O. P. Nayyar
Singer: Mohammad Rafi

hai duniya usii ki zamaanaa usii ka

lyrics for hai duniyaa usii kii, zamaanaa usii kaa. mohabbat mein jo ho gayaa ho kisii kaa.

lyrics in Hindi for hai duniyaa usii kii, zamaanaa usii kaa. mohabbat me.n jo ho gayaa ho kisii kaa.

ye chand sa roshan chehra zulfon ka

lyrics for ye chaand saa roshan chehraa, zulfon kaa ra.ng sunahraa. ye jhiil sii niilii aa.Nkhe.n, koI raaz hai in me.n gehraa. taariif karuu.N kyaa us kii, jis ne tumhe.n banaayaa.

lyrics in Hindi for ye chaand saa roshan chehraa, zulfon kaa rang sunahraa, ye jhiil sii niilii aaNkhen, koI raaz hai in me.n gehraa. taariif karuuN kyaa us kii, jis ne tumhen banaayaa.

Mere Sanam (1965) starring Biswajeet, Asha Parekh, Mumtaz, Pran, Rajendranath
Producer : Sippy Films
Director: Amar Kumar
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Music Director: O. P. Nayyar
Singer: Mohammad Rafi

humdum mere maan bhi jao kehna mere

humdum mere, maan bhii jaao kehnaa mere pyaar kaa. are halkaa halkaa, surkh labon pe rang to hai iqraar kaa.

hue hain tum par aashiq hum

lyrics for hue hain tum pe aashiq hum, bhalaa maano buraa maano. ye chaahat ab naa hogii kam, bhalaa maano buraa maano.

pukaartaa chalaa hoon mai gali gali

lyrics for pukaartaa chalaa huuN mai galii galii bahaar kii. bas ek chhaaNv zulf kii. bas ik nigaah pyaar kii.

lyrics in Hindi for pukaartaa chalaa huuN mai galii galii bahaar kii. bas ek chhaaNv zulf kii. bas ik nigaah pyaar kii.

tukde hain mere dil ke ai yaar tere

lyrics for TukDe hain mere dil ke, e yaar tere aaNsuu. dekhe nahiin jaate hain, dildaar tere aa.Nsuu.

Mr. and Mrs. 55 (1955) starring Madhubala, Guru Dutt, Agha, Cuckoo, Johny Walker, Kumkum, Lalita Pawar & Yasmin.
Producer & Director: Guru Dutt
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Music Director: O. P. Nayyar
Singer: Mohammad Rafi

still need ajii, dil par huaa aisaa jaaduu tabiiyat machal machal gayi. nazare.n milii.n kyaa kisii se ki haalat badal-badal gayi.

lyrics in Hindi for ajii, dil par huaa aisaa jaaduu tabiiyat machal machal gayi. nazare.n milii.n kyaa kisii se ki haalat badal-badal gayi.

Phir Wahi Dil Laya Hoon (1963) starring Joy Mukherjee, Asha Parekh, Pran, Rajendranath & Tabassum
Producer: Nasir Hussain Films
Director: Nasir Husain
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Music Director: O. P. Nayyar
Singer: Mohammad Rafi

aanchal mei sajaa lenaa kaliyaan

lyrics for aa.nchal me.n sajaa lenaa kaliyaa.N, zulfo.n me.n sitaare bhar lenaa. aise hii kabhii jab shaam Dhale, tab yaad hame.n bhii kar lenaa.

lyrics in Hindi for aa.nchal me.n sajaa lenaa kaliyaa.N, zulfo.n me.n sitaare bhar lenaa. aise hii kabhii jab shaam Dhale, tab yaad hame.n bhii kar lenaa.

banda parwar thaam lo jigar ban ke

lyrics for bandaa paravar thaam lo jigar ban ke pyaar phir aayaa huu.N. Kidamat me.n aap ke huzuur, phir vahii dil laayaa huu.N.

lakhon hai nigah mei zindagi ke rah

lyrics for laakhon hai nigaah me.n, zi.ndagii kii raah me.n sanam hasiin javaa.N. hoTho.n me.n gulaab hai, aa.Nkho.n me.n sharaab hai lekin vo baat kahaa.N.

lyrics in Hindi for laakhon hai nigaah me.n, zi.ndagii kii raah me.n sanam hasiin javaa.N. hoTho.n me.n gulaab hai, aa.Nkho.n me.n sharaab hai lekin vo baat kahaa.N.

aji kiblaa mohtarmaa kabhi sholaa

lyrics for ajii qiblaa mohataramaa kabhii sholaa kabhii nagmaa. is aap ke a.ndaaz kaa haay kyaa kahanaa.

Raagini (1958) starring Kishore Kumar with his brother Ashok Kumar & paired with Padmini.
Lyrics: Qamar Jalalabadi
Music Director: O. P. Nayyar

mann mora baawara nis din gaye geet

lyrics for mann moraa baaNvaraa, nis din gaaye giit milan ke. mann moraa baaNvaraa.

Mohammad Rafi was the playback singer for Kishore Kumar. Usually Kishore Kumar sang his own songs. However, it seems that Kishore Kumar was so busy he could not find time to record the song and Mohammad Rafi was asked to sing it for him. The only other movie in which Mohammad Rafi sang for Kishore Kumar was Bhagam Bhaag.

Link to YouTube for video of Mann mora baawaraa.

Padmini was a famous classical dancer as is evident from the video.

Ye Raat Phir Na Aayegi (1965) starring Biswajeet & Sharmila Tagore
Lyricist: S. H. Bihari
Music Director: O. P. Nayyar
Singer: Mohammad Rafi

phir milogi kabhi is baat ka waadaa

lyrics for phir miloge kabhii is baat kaa vaadaa kar lo. hum se ek aur mulaakaat kaa vaadaa kar lo.

lyrics in Hindi for phir miloge kabhii is baat kaa vaadaa kar lo. hum se ek aur mulaakaat kaa vaadaa kar lo.